mein aur meri tanhayi aksar yeh baatein karte hai
tum hoti to kaisa hota
tum yeh kehti tum woh kehti
tum is baat pe hairan hoti
tum us baat pe kitni hasti
tum hoti to aisa hota
tum hoti to waisa hota
mein aur meri tanhaye aksar baatein karte hai....
yeh raat hai ya tumhari zulfe khuli hui hai
hai chandni ya tumhari nazaro se meri raatein dhuli hui hia
yeh chaand ha ya tumhara kangan
sitare hai ya tumhara aanchal
hawa ka jhoka hai ya tumhare badan ki khushbu
yeh pattion ki hai sarsarahat
ya tumne chupke se kuch kaha hai
yeh sochta hoon mein kabse gumsum
ki jabki mujhko bhi yeh khabar hai tum nahi ho kahi nahi ho
magar yeh dil hai ki keh raha hai
tum yahi ho yahi kahi ho
majboor yeh haalat idhar bhi hai udhar bhi
tanhayi ki ek raat idhar bhi hai udhar bhi
kehne ko bahot kuch hai magar kisse kahe hum
kab tak yu hi khamosh rahe aur sahe hum
dil kehta hai duniya ki har ek rasm utha de
deewar jo hum dono mein hai aaj gira de
kyon dil mein sulaghte rahe logo ko bata de
haan humko mohabbar hai mohabbbat hai mohabbat
ab dil mein yahi baat idhar bhi hai udhar bhi
ager indian music kay one of the best music industries hony ki koi wajhah hay to wo is terha kay classic or lazawal songs hein jin ki lyrics, music composition, singers in ka koi jawab nahi. thanks for posting here daagh:flower1:
:k:
ankhon main spanay leay ghar se hum chal tu deay
janay ab ye raa’hain ab lay jain gi kahan
miti ki khushbu aiey palkon pe ansoo laiey
palkoon pe rah jaiey gha yadon ka jaam
manzil naye hia anjana karwaaN
tanha dil tanha safar dhoondhay tujhay phir keon nazar
tanha dil…
tanhai tanhai
jaise andheron ki ho gahrai
dil ke raaste mein kaisi thokar main ne khai
tuute khwaab saari ek mayoosi hai chayi
har khushi so gai zindagi kho gai
tumko jo pyaar kiya main ne sazaa mein pai
tanhai tanhai milo hai phaili hui tanhai…
tanhai…