mein Ankhain mond ke sonay laga hoon

Hayat abh ho chuki hai,Talkaq mujko
nahi hota hai ab Bardasht , hamdam

Haan mere ass pass chahray bohat se
par itne bheeir mein Tanha kahra hoon

Yea rishtay Boaaj mujko ho chalay hain
K sab apnaY para’ay . koh chalay hain

sab NaataY tora kay ronay laga hoon
mein Ankhain mond ke sonay laga hoon

(Aliyish)

Re: mein Ankhain mond ke sonay laga hoon

Talkaq = ?

sab NaataY tora kay ronay laga hoon
mein Ankhain mond ke sonay laga hoon

:k:

Re: mein Ankhain mond ke sonay laga hoon

Taalkh likna chahrah tah ..... AzeeYat kay zumray mein ...

Re: mein Ankhain mond ke sonay laga hoon

:k:

Re: mein Ankhain mond ke sonay laga hoon

Awesome. :(

Re: mein Ankhain mond ke sonay laga hoon

bohat achay bohat achay:cheer:

wo main gum ho gai hoon:@:cafe kahan hai??