aik ghazal from a movie song, with audio hope you will like it !
Zindagi ko binaa piar koi kaisay guzaaray
Mehoob ki aankhon main bari baat hay piaray
Zindagi ko binaa piar koi kaisay guzaaray
Mehoob ki aankhon main bari baat hay piaray
Aatay hain zameen par kabhi yeh chaand sitaray
Aatay hain zameen par kabhi yeh chaand sitaray
Mehoob ki aankhon main bari baat hay piaray
Zindagi ko binaa piar koi kaisay guzaaray
Kiss umar main bann jaigi koi to kahani
Tanha nahi katti hay ye madhosh jawaani
Koi naya dilbar chunoo kitni haseen raat hay
Chup kay koi dharkan suno kehna jo dil main baat hay
Miltay hain naseebon say yeh baanhoon kay saharay
Mehboob ki aankhon main bari baat hay piaray
Zindagi ko bina piar koi kaisay guzaray
Bann jao kisi kay kisi ko apna bana lo
Palkon kay jharokon main koi sapna saja lo
Yadon main tum khoay raho saaray jahan ko bhool kay
Zulfon talay soyay raho bheegay labon ko choom kay
Nazron main basa lo sab hi rangeen nazaray
Mehboob ki ankhon main bari baat hay piaray
Aantay hain zameen par kabhi yeh chaand sitaray
Mehboob k aankhon main bai baat hay piaray
Zindagi ko bina piar koi kaisay guzaray…lalala
enjoy a pretty one!
3910.ZINDAGI KO BINA PYAR (ALKA)
sab hi beemaar hain waisay last line to likhi hi nahi thi main nay
Ghazal I am a bit ill for last few dayso not feeling well to reply … but once I get back charged I will jump into cafe worry not
ap ne nahi likhe per mein ne to sune hai:(
aww ata bahii jalde se tehk ho jayein:flower1:
i’m missing u a lot hug: and this time seriously:D
Take care and keep going to doctor:flower1: