Mehfil mein hansna to mera mizaaj ban gaya

**Mehfil mein hansna to mera mizaaj ban gaya,
Tanhai mein rona ek raaz ban gaya

Dil k dard ko chehry sy zahir na hone diya,
Yahi zindgi jiny ka andaaz ban gaya.
**

Re: Mehfil mein hansna to mera mizaaj ban gaya

Yani aap acting main yakta hogae :)