Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

Yaad aaye bhi tu yaad nahe karna us ko
Bari mushkil se yeh dil ko samjhaaya hai
Taaray gin lo tu ho sakta hai woh aa hi jaaye
Aisa keh kar bhi hum ne khud ko behlaaya hai ...