Mehfil-e-Unwaan — Waqt/Gharri/Lamhey

Re: Mehfil-e-Unwaan — Waqt/Gharri/Lamhey

na-jaaney kis gumaan ke behlaawey meiN uljah kar
wo saath to chala aaya hey par chalta hey kahaaN tak
merey tajassus bharey gumaaN ko ab ye fikr lagi hey
ke rangoN meiN waqt apney tujhey rangta hey kahaaN tak