Mehfil-e-Unwaan — Zindagi

Re: Mehfil-e-Unwaan — Zindagi


meray hamsafar teri nazar hain, meray jazba-e-dil ki shidatain
meray khuwab, meri basaratian, meri dharkanain, meri chahtain
jo teray qadam meray ghar chalain, meray saath shams-o-qamar chalain
teri qurbatoon main samait loon, rah-e-zindagi ki musafatain