Mehfil-e-Unwaan — Raat

Re: Mehfil-e-Unwaan — Raat

raat bitii to ginay aablay aur phir soch'a
kaun thaa baais-e-aga'az-e-safar shaam ke baad

tu hai sooraj tujhay maaloom kahaa.N raat kaa dukh
tuu kisi roz meray ghar main utar shaam ke baad