Mehboob

Chahe Ashkoon Ka Nagar Mile, Par MOHABBAT Ka Safar Ho..!

Wahaan Shikwe Nahi Rahte, Jahaan Mehboob-E-Nazar Ho..!

Re: Mehboob

nazar se justajuu bekaar nikalii
Khud apane aap se do-chaar nikalii

Kirad ko thii ye Khush_fahamii ki dar hai
pas-e-diivaar bhii diivaar nikalii

Re: Mehboob

:k:
mujhay sher yaad aa gia
Shikwa nah kar, gilla nah kar
yah dunya hay payray
yahan ghum kay maray
bilaktay rahay hain
Bilaktay rahain gaiay

Re: Mehboob

Matlab muhabbat karne ke liye dheet hona zaroori hai :hehe:

Re: Mehboob

haan naa mohabbat kernay walay sab dheet hi hotay hian aisay hi to jootay nahi parhtay :stuck_out_tongue:

Re: Mehboob

:hehe: