Mefil-e-Unwaan -- Khushbu

Re: Mefil-e-Unwaan -- Khushbu


yehi nahi hai k aa'nsoo samait laa'ya hoon
maiN us k aankh ki **khushboo **samait laa'ya hoon
shab-e-fiRaaq ki awaaz bhi thei lakiN main
shab-e-fiRaaq k gay'soo samait laa'ya hooN