Meethay meethay Islami Bhaiyoon

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

Konsi ghalat info? Did I discuss his beleif?

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

Punjabi meanings.

p.s. Aap sey baat karna = bhains k aagey been bajaana :)

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

WOW, Aap ko to Urdu bhi aati hai. :hooray:

Main nay apnay meanings nikalay thay.:chai: Aik to aap mein sense of humor hi naheen hai. Main apni aqal par hans rahi thi, kisi aur par naheen.:cb:

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

barri ajeebaqal hai OMG… kahaN say khareedi thee :rotato:

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

Allah ka karam hai. Aqal khareednay se thori aati hai.:blush:

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

& if i wink, that is ‘Haram’ :slight_smile:

:bravo:

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

Tameez naal zikr karoo bhains ka :bailan:
Aanay wala zamana bhainsooN ka hay :jhanda:
Bhains is a generator of high quality super octane fuel :smooth:

:chai:

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

I am sorry, meney OMG k liye bhains ki misaal use kar k bhains ki insult kee :)

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

JB, :nono: burri baat.

James Chachu, meray baray mein esay ilfaaz istamal na karain.:chai:

Shikra, ab bhains se sorry karo, usi ki language mein.:chai:

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

If you wink at a meetha meetha islami braadar then its totally haram
you will get lotsof chittars barooz e qyamat :bailan:

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

Aap ney 9-10 languages seekhi hain, I am sure aap ney bhains ki tou kia, aur jaanwaron ki awaazein bhi seekhi hongi, be my guest :p

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

Aap ne sorry karni hai, main nay naheen.:chai:

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

This thing doesnt make sence to me at all what so ever..mayb cuz i dont know punjabi!

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

In Punjabi Naalay kholo means Also Open and Naala is used in trousers to bind them.:blush:

Re: Meethay meethay Islami Bhaiyoon

Umm ok but what does "Apnay kaan" means?
Altogether according to what i think it means..it is a really lame jokE!