Meaning of this dream!!! Anyone?

Re: Meaning of this dream!!! Anyone?

Ibn e Sireen (r) ke haan yahi tabeer hay, Magar aap ne bayan kia aap Nemaz nahi pharrte. Maani badal jate hain. Dua hay, aap ke liay Hajj hi ho. Humari zati raay main. aap sadqa dain our bhool jain.

Adab