Me?nahi puchta hoon wo mujh ko safaei deta hai

**Kbhi kbhi wo mujh ko itni rasaei deta hai
Me usko sochta hoon wo mujh ko sunaei deta hai

Nigahein dhundti hain her taraf us ko magar
Me ankhein band krta hoon wo mujh ko dikhaei deta hai

Ye ajeeb faisla hai muhabbat k jurm ka
Me qaid chahta hoon wo mujh ko rihaei deta hai

Wo shakhs khatawaar nahi ger tou phir kyun
Me**** nahi puchta hoon wo mujh ko safaei deta hai**