me khoda ki nazar me b gunahgar hota hun

https://scontent-b-lhr.xx.fbcdn.net/hphotos-ash4/p480x480/295327_542042185848190_1113535415_n.jpg

Re: me khoda ki nazar me b gunahgar hota hun

Khuda ke samne majazi khuda yaad aata hai?

Re: me khoda ki nazar me b gunahgar hota hun

insan me yaksui na ho to :(

Re: me khoda ki nazar me b gunahgar hota hun

aa jati hai waqt ke sath

Re: me khoda ki nazar me b gunahgar hota hun

pata nahi kab aaiga :crying:

Re: me khoda ki nazar me b gunahgar hota hun

hamary woh sajday kahan k sajdy mein sirf khuda yad rahy

Re: me khoda ki nazar me b gunahgar hota hun

yehi to
kabhi bill yaad aaty hein kabi kisi ka bura salook
to kabhi aapointments :(