Mene kaha dosto kuch mazahiya shairi bhi honi chaiyeh. Sanjeeda or ranjeeda tu hoti rehti hey kuch mazah bhi hona chayeh.. Tu mein shoroo karta hoon umeed he keh aap long bhi shamil honge.
suna hay log ussay “chaa” ker k dekhtay hein
so uss k “ghaar” ka buwa waja k dekhtay hein
Suna hay bholay ko laaton ka bhoot kehtay hein
yeh baat hay tau chalo uss ko “thaa” k dekhtay hein
Suna hay bethay tau uss ko maror uthtay hein
yeh baat hay tau chalo uss ko “bhaa” k dekhtay hein
Suna hay uss k qabristan se muttasil hay bahisht
makeen nalkay idher ko udher k bhaijtay hein
suna hay uss k jootay phatay puranay hein
phir aaj dobara namazi fajar k dekhtay hein
suna hay mard-e muchandar hay bazm-e niswaan mein
raqeeb gaaliyan uss ko bigar k bhaijtay hein
Ab uss k ghar se koodein ya bhaag ker jayen
Faraz aao isharay brother k dekhtay hein