may wahi hoin jisay tum pyaar kya kertay thay
din may so(100) bar mera naam lia kertay thay
aaj kya baat hai kyoon muj say khafa bethay ho
kya kisi aur ko apna bana bethay ho
tum mujay waki kya dil say bhola bethay ho
fasilay itnay to pehlay na huwa kertay thay
may wahi hoin jisay tum pyaar kya kertay thay
muj ko maloom hai ghum hai koe soghaat nahi
tum mujay apna kaho aesay bhi halaat nahi
aur agar bhool ga a ho to koe baat nahi
zakham to pehlay bhi dil pay laga kertay thay
may wahi hoin jisay tum pyaar kya kertay thay
always keep smiling because it can do nothing but win many hearts