may us ko dekhta hon.......

may us ko dekhta hon
roshni may
dhoop may,khoshbo may
aur sitaron may
hawaaoin aur daryaaoin(rivers) may
numnaak aankhon may
dharakti nubz(vein) may
maaoin k bosooin(kiss) aur bichertey
dostoin k zard(pale) cheroin may
kici khushkool ki bheek aur
ibaDat gahon may
may chup chap us ko
uci ki terhan dekhta hon!


mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!

Niceeeeeeeeeee


**
سكورپین کنگ
§©ö®Þïoñ_kîñg
**
Even If You Are Basically Stupid
You Can Still Meet Nice People !

thanks


mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!

very nice (Buhat khoob)
Haye Unhein yuun dekhna aisa na ho badnaam ho jaye
Yeh mumkin hai gar kisi ka muhabbat naam ho jaaye