Hum jinhain zindagee say berh k piyaar kertay hain
Kyon wohee log hamain tanha chor jaatay hain
May k chun chun k sajata hon jinhain ankhon main
Wohe supnay hee kyon pal bher main bikhar jaatay hain
May nahi likhta teray hussan kee tauseef kabhi
Buss teri yaad may lufz khud hee sanwar jaatay haiN