Maut..

Agar hai maut mein kuch lutf tou bus itna hai
Keh isskay baad khuda ka suragh paein gay hum

Re: Maut..

kia bat ha, maut walay shair share kar rahy hain ap :(

Re: Maut..

maut ko romanticise kiyun kia ja raha hai aaj kal?

Re: Maut..

nahi kaha to gaya hy
"mar jaou merny se pehly"

Re: Maut..

wapis a jao yaar mout k peechy e par gaye ho

Re: Maut..

wapis q aa jaen hum koe "aglay muhaaz" pe chalay gaye hain? :p