Yunhi mausam ki ada dekh kar yaad aaya…
Kis qadar jald badal jatay hain insaan Janaa…!!
Re: Mausam
appki mehbooba badal gaye hogi mosam ki tarah. ![]()
Re: Mausam
sahi aaj boht garmi thi... boht pyas lagi roze main.... asar ke waqt main jab neend se utha, to main fridge ki tarf baRha, phir yaad aya roza hai
Re: Mausam
mehbooba ke badalne se pehle ye badal gae honge
Re: Mausam
Nhe mausam badla mehbooba ki tarah
![]()
Re: Mausam
Karachi ke traffic main drive karne ke bad bunda ek ghanta na soye to Roza lagne ka shadeed imkan hota hai…
Re: Mausam
Karachi ke traffic main drive karne ke bad bunda ek ghanta na soye to Roza lagne ka shadeed imkan hota hai.....
Aj kal Lahore mein bhe bhut traffic hoti hai
Re: Mausam
burri baat:nono4:
Re: Mausam
Faisalabad b ab traffic problems main khud kafeel ho gia hy
Re: Mausam
uff yahan to sab ko apne dukh yaad aa gae ![]()
