mausam ko ilzaam deti rahi - merged

tum aaina ho tou sach q nahi kahtay
dharkan ho tou dil main kyun nahi rahtay
chooriyaan tooti tou ahsaas hua
log toot kar zinda q nahi rahtay
phool sab kuch akailay hi sah letay hain
apna dukh kaanton sey q nahi kahtay
khuabon main roz miltay ho
chupp rahtay ho, kuch q nahi kahtay

dil jo tootay tou larkiyaan hi marr gayeen

chooriyaan tooti tou kirchiyaan bikhar gayeen
dil jo tootay tou larkiyaan hi marr gayeen
bachpan kay khilono ko alwida kah kar
ek din aangan ki sab titliyaan urr gayeen
meray itraaf iss qadar wahshat thee
khushiyaan jo aain milnay tou darr gayeen
sakhiyaan tou chah kar bhi saath nibha na sakeen
magar tanhaiyaan meray paas tahar gayeen
ab bearish ki boondain sawal karti hain
Anmol~ teri who khushiyaan kidhar gayeen

mausam ko ilzaam deti rahi

Yun hi teray iltafat ko mohabbat ka naam deti rahi
Dil main lagi thee aag mausam ko ilzaam deti rahi
Meri taqdeer ko hokum tha umar bhar dukh raqam karti rahay
Who sangdil tand hi sey farz anjaam deti rahi
Main kah gulaab lamhon ki talaash main bhatakti rahi
Sabah mujhay khizan ki aamad kay paighaam deti rahi
Go phoolon ki talab aur ishq bohat tha mujhay
Milay kaantay sir-e-raah ko bhi ahteram deti rahi

Beautiful :k:

aghar chahain bhi to momkin nahi hay keh aap ki tareef karain … lafz ghum hain our dhonDna mushkil :slight_smile:
thanks for sharing

nice:k:

kia lehja hay … :k:

Excellent

:k: :k:

Excellent :~)

v nice..thanks 4 sharin..:)

Wonderful :k:

Bahut khoob :k:

Re: tum aaina ho tou sach q nahi kahtay

[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *
tum aaina ho tou sach q nahi kahtay
dharkan ho tou dil main kyun nahi rahtay
chooriyaan tooti tou ahsaas hua
log toot kar zinda q nahi rahtay
phool sab kuch akailay hi sah letay hain
apna dukh kaanton sey q nahi kahtay
khuabon main roz miltay ho
chupp rahtay ho, kuch q nahi kahtay
[/QUOTE]

Each and every word of this is beautiful....
**
Us ke majboori ya hi ka na bola jaya
Tari zid ya ka haar raz abhi khola jaya

(by Dilsay)**

Re: dil jo tootay tou larkiyaan hi marr gayeen

[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *
chooriyaan tooti tou kirchiyaan bikhar gayeen
dil jo tootay tou larkiyaan hi marr gayeen
bachpan kay khilono ko alwida kah kar
ek din aangan ki sab titliyaan urr gayeen
meray itraaf iss qadar wahshat thee
khushiyaan jo aain milnay tou darr gayeen
sakhiyaan tou chah kar bhi saath nibha na sakeen
magar tanhaiyaan meray paas tahar gayeen
ab bearish ki boondain sawal karti hain
Anmol~ teri who khushiyaan kidhar gayeen
[/QUOTE]

Kiya baat hai jee... Allah khushrakhay aap kooo.......

Hi mohabat............

beautiful....

beautiful :)

Dania Chanda :slight_smile:

Please read the following thread regarding the number of threads per day posted in poetry. I think you have just returned to GS after a while. Welcome Back.

http://www.gupistan.com/forums/showthread.php?s=&threadid=84905

oh thanks :slight_smile:

Re: tum aaina ho tou sach q nahi kahtay

[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *
tum aaina ho tou sach q nahi kahtay
dharkan ho tou dil main kyun nahi rahtay
chooriyaan tooti tou ahsaas hua
log toot kar zinda q nahi rahtay
phool sab kuch akailay hi sah letay hain
apna dukh kaanton sey q nahi kahtay
khuabon main roz miltay ho
chupp rahtay ho, kuch q nahi kahtay
[/QUOTE]

Oh Janab kinni dard aali poetry si.. Sun ke bin pyaaz (onions) ke aansoo aa gaye.. kahaan padhaa ??

Buhat Khoob Dani :k:

bahut khoob Dania thanks 4 sharing siso!!