Mausam ka haal

Ek shehri dehaat ki sair karne gaya. Wahan khaiton se guzartey hue usne ek admi dekha jo ek darakht ke neechay ek rassi ka tukra liya khara tha. Shehri ko tajjassus hua. Woh dehati ke paas gaya aur bola.

Shehri: Bhai sahab yeh aap rassi ka tukra liye kyon khare hain?

Dehati: Yeh mausam ka haal batane ka aala hai.
**
Shehri (Hairaan ho ke): **Hain? bhala ek rassi ka tukra kaise bata sakta hai mausam ka haal?

**Dehati: **Bohat asaani se. Jab yeh idhar udhar hilta hai tou matlab hawa taiz chal rahi hai aur jab geela hojata hai tou matlab ke baarish ho rahi hai

Re: Mausam ka haal

So Unique!!

Re: Mausam ka haal

hahaha…to us ko paagal Khaane kaun le gayaa thaa? :rotfl:

Re: Mausam ka haal

:hehe:

Re: Mausam ka haal

haha … cool .. :hehe:

Re: Mausam ka haal

:omg: blesso