Mausam-e-Hijraan

**Yeh maah-o-saal tu guzartay chale jaayenge
Hum har naye saal ki aamad per
Yeh socha kareinge
Ab ke baras judaee ka taweel mausam
Khatam ho jayega shayad
Lekin har guzray baras ki tarah
Mausam-e-hijraan phir hamare darwazay per
Dastak deyga aur hum
Hanstay aanso’oun ke saath
Ek baar phir
Roti bahaar ko khush aamdain kaheinge…
**

Re: Mausam-e-Hijraan

buhat umda maham ji

Re: Mausam-e-Hijraan

Thx Ehsass

Re: Mausam-e-Hijraan

bohet khoub :)

Re: Mausam-e-Hijraan

Aap ki tareef karne ki aukaat nahi hamari mahamji, magar phir bhi hamesha ki tarha ek behtareen intikhaab.

Re: Mausam-e-Hijraan

Very nice :k:

Re: Mausam-e-Hijraan

Thank you Berhi Bee & Ali

Re: Mausam-e-Hijraan

[QUOTE]

Aap ki tareef karne ki aukaat nahi hamari mahamji, magar phir bhi hamesha ki tarha ek behtareen intikhaab.

[/QUOTE]

Buhat shukriya pasand karney ka....Jhanjharewali...aur aap aaisa mat kaho,aap logon ke liye hi tu poetry send ki jati hai aur aap tareef kartey ho tu buhat accha lagta hai....aur aap ka intikhab bi bohat accha hota hai...
<!-- / message -->

Re: Mausam-e-Hijraan

nice sharing

Re: Mausam-e-Hijraan

Nice:-)

Re: Mausam-e-Hijraan

Thanx both of u for liking....:)

Re: Mausam-e-Hijraan

simply amazing

Re: Mausam-e-Hijraan

thanx Sannan

Re: Mausam-e-Hijraan

Bohat khoob Maham…:k:

Re: Mausam-e-Hijraan

Thanks** Aryaan**

Re: Mausam-e-Hijraan

beautiful..

Re: Mausam-e-Hijraan

thanx Eemaan