Gadha
1
Ik na Ik roz tau Rukhsat kartaa
Mujh say kitni hi muhabbat kartaa
Subb rutaiN aa kay chali jaati haiN
Mausam-e-Gham bhee hijrat kartaa
Meray lehjay maiN Ghuroor aayaa thaa
Uss ko haq thaa kay shikaayat kartaa
Kuch tau thee meri khataa warna woh kiouN
Iss tarah aa kar kay rifaaqat kartaa
–Parvin Shakir
Galaxy
3
wah ghada sahab..........22k key baad aap ka maiyaar-e-pasandeedgi bhi kaafi improve hua hai;)
Gadha
4
22 k guzray haiN iss Forum kee saiyaahi maiN:halo:
Wah:k:
Buhat Khoob:flower1:…
bohut khoob:k::k:
Ps: shukar hai kuch to acha pesh kia:p
Gadha
10
[QUOTE]
*Originally posted by ghazal kisi ke: *
shukar hai kuch to acha pesh kia:p
[/QUOTE]
shukar hay kuch tau accha samajhnay kay qaabil hueeN:D
mein to hamesa se he acha samajhnay kay qabil the woh to ap acha keh nahi paa rahay tha:D:D(double ‘D’)
Comming from a ghada that was incredible. :k: