Maudodi Sahab

Re: Maudodi Sahab


baighambar??? bhai mujhaY pehlaY baighambar kaY baaraY maiN research karnaY dau kaY yeh word kiss zubaan kaa hai...

Re: Maudodi Sahab

Re: Maudodi Sahab

abb jaa kaY Tafheem ul Quran bhee paRh lo shaabaash!

Re: Maudodi Sahab

Mere basiraat achi hai Mere liye Allah ke kitaab kafi hai Maudodi sahab ke tafseer parh kar kia karoon ga Woh tu apni jamaat ka favour bhi quran se nikaaltay thai
bare Mizaaj e shinas e rasool thai

Re: Maudodi Sahab


bilkul... buss Maudoodi saahib kaY baaraY maiN idhar udhar ulTi seedhi kitaaboN saY paRh kar unn kaY khilaaf likhtaa rahooN gaa.. kabhi Allah aqal hee naheeN daY gaa kaY khud bhee jaa kar paRh looN...

:-D

Re: Maudodi Sahab

Maudodi sahab islam ke liye hujjaat nahi aur in ke jamaat ka kirdaar main daikhta hi hoo danga fasaad ke ellawa kia dia hai pahlay pakistan ke mukhalfaat phir yahaan ke shariyaat nafiz karoo aisa lag raha tha shriaryaat ko tumam fiqay qabool kar lain gaye aur Qanoon maudodi sahaab se poochna chiye tha na ke koun sa qanoon nafiz karain yahan

Re: Maudodi Sahab

Islam kaY liye sirf imranjaff saahib hee abb hujjat reh gaYe haiN..

Re: Maudodi Sahab

mainne tu aisa kuch nahi kaha

Re: Maudodi Sahab

what lame proofs and what silly talk....

if mr. x writes in his book that "a fool only can say that the sun rises from the west"....

do u start criticizing mr. x for writing that the sun rises from the west????

if u do, then wallah u r a bigger fool than what mr. x talks about in his writing....

Re: Maudodi Sahab

By the way Who is Mr.x?