After a long long time a question just pop-up in my mind …
**Yah Matti kay Tail ko Matti Ka Teil (oil) Keon Kahtay hain ? ** ![]()
:cobra:
After a long long time a question just pop-up in my mind …
**Yah Matti kay Tail ko Matti Ka Teil (oil) Keon Kahtay hain ? ** ![]()
:cobra:
Re: Matti Ka Tail …
kyun k woh matti se banta hoga shayad ![]()
Re: Matti Ka Tail …
aab tum kaho gi petrol bhi matti say banta hay tou iss ka matti ka petrol keon naheen kahtay ![]()
Re: Matti Ka Tail …
![]()
Re: Matti Ka Tail …
Korn
only smiles are not allowed … kuch maloom hay tumhain matti kay tail kay baray mein :aq:
Re: Matti Ka Tail ......
ooooooooooobz nahi :(
per ye zaroor kahoun gi, mein jaan na chahti houn
Re: Matti Ka Tail …
Mattay ka teil matay se nikaltah hain… petrol be nikaltah hain lekin petrol ko nikalna partha hain… aur jis ko hum matti ka tiel kahtay hain wo khud ba khud kay jagoan mein nikaljatha hain… :cobra:
Re: Matti Ka Tail …
Faris mairay paindo bhi ![]()
Khud bakhud kia matlub
kia woh ghar k darwazy par aa kar thak thak kar kay kahta hay mein aa gia hoon Devay aur lal tain nay mujhay daal lo :aq:
Tou iss thread say jurri rahi abhi kafi aqalmad khwateen o hazraaat aa kar apni aapni rai daiy gain :cobra:
Re: Matti Ka Tail ......
theek hai
b/w Faris g ap angraizi mein likh deeya kero behter hai, bechari roman urdu ki kyun tang tortay ho!!!!
Re: Matti Ka Tail …
Korn roman urdu key bhi taang hoti hay :eek:
Faris ka tou kaam he yahi hay :cheer: latain bhananna :omg:
@Faris Udeen:
Re: Matti Ka Tail …
Tang be tornay ka kaam kartha hoon ![]()
Speaking of which i have to go now… ![]()
I’ll catch up with you guys later.
![]()
Re: Matti Ka Tail …
g bilkul her language ki tang aur bazu hotay haen
zayada scene haraab ho to tangaen toot ti haen aur sirf spelling mistake houn then bazuu
![]()
Re: Matti Ka Tail ......
walaikum asalam
![]()
Rab rakha Faris ![]()
Re: Matti Ka Tail …
itni smoking theek nahi hai Sannan
aur wo bhi matti kay tael kay thread mein
![]()
Re: Matti Ka Tail ......
Matti ka Thel...
Re: Matti Ka Tail ......
kya matti ka tael?
agay bhi kuch bolo
Petrol to naheen hay na ![]()
bus itni he likhna aata tha Arl ko ![]()
Re: Matti Ka Tail …
ye to do saal ka bacha bhi likh sakta hai
![]()