Re: Matmi Jugnoo?
dil ka nahi bill ka chakar lagta hai…usko rasta dikhanay kay chakar mein jo bill bana..she didn’t pay..
aur agar dil ka chakar hai…tu zaroor is kay reasons hon gay…
1- chota sa dil kahan sanbhalti phiron ge.
2-shadi kay baad karwat letay howay dab kay jan ba haq na ho jaye
3-uska bulb sari raat ankhon mein paRay ga
4- aur bill kon bharay ga?