say is it alright to use maswaak while fasting? ![]()
Re: Maswaak
Yes you can use miswak:)
It says in Fizan-e-Sunnat that,
Rozay maiN miswaak karna makrooh nahiN balkay jesy or dinooN maiN sunnat hay wes hi rozay maiN bhi Sunnat hay. Miswaak hushak ho ya ter. agar cha pani say taar ki ho, zawal say pehlay karaiN ya baad maiN kis waqat bhi maqrooh nahiN,
&
Aksar logooN maiN mashoor hay kay dupehar kay baad roza saar kay lliya miswaak karna makrooh hay, ya humaray mazhab kay hilaf hay.
I hope this helps.
use miswaak, lakin pani khalaq say neech na jay:)
^Aap ne bohat mutnasib jawab deya :D
Jazak Allah