Eik professor ki biwee sey sakht larai hogayi. Larai kay baad professor apnay kaam mein masroof hogaye. Kuch dair baad unki biwee aayi aur kehnay lagee:
“Mujhe talaaq do”.
Professor nay chehra upar uthaaya, ainak durust ki aur dobara kaam mein masroof hotey hue bolay:
“Kisi aur sey lay lo mein masroof hoon.”
Dukhi
May 3, 2006, 9:57pm
2
Re: Masroofiaat ki inteha hogayi............Zalim Log!
:D
phir talaaq denay wala kio mila k nahi
Re: Masroofiaat ki inteha hogayi…Zalim Log!
dhobi_bhai:
Eik professor ki biwee sey sakht larai hogayi. Larai kay baad professor apnay kaam mein masroof hogaye. Kuch dair baad unki biwee aayi aur kehnay lagee:
“Mujhe talaaq do”.
Professor nay chehra upar uthaaya, ainak durust ki aur dobara kaam mein masroof hotey hue bolay:
“Kisi aur sey lay lo mein masroof hoon.”
Kya woh professor aap hain:D
Re: Masroofiaat ki inteha hogayi............Zalim Log!
dhoobi aaj kal farigh ho suna hi kaam dhanda nahi hi tum he q nahi de daitay
Re: Masroofiaat ki inteha hogayi…Zalim Log!
Pyari Larkian aisay sawal naheen poonchti hain …
Such Much Talaq Ho Jati hay