Chalo yahan baktay oops I mean farmaatay hain! chalain farmaana-continue…
GN:
ji main abhi Kishte-e-nooh say eejaad howa :-p
MM:
main jhoot nee bola na, sachi bola, kali kaloti billi say pooch lo aap ![]()
Chalo yahan baktay oops I mean farmaatay hain! chalain farmaana-continue…
GN:
ji main abhi Kishte-e-nooh say eejaad howa :-p
MM:
main jhoot nee bola na, sachi bola, kali kaloti billi say pooch lo aap ![]()
Re: masoom muskan , goodnews , kali kalloti billi and …
kon bili :aq:
Re: masoom muskan , goodnews , kali kalloti billi and …
^-- kali (kalloti) billi ![]()
**SubhanAllah kiya mujza hy ye tu am ATA sahib ap tu tareekhi nahi mujzati shakhsiyat ky malik nikly wah wah subhanAllah
**
kali bili ko keo yad kea ![]()
kea wo ap ka multi id he wohe 16 sal ke he
boht kale he bilkol ap pe gae he
![]()
Aap mujh par jitna re-search kar rahi hain, mujh par iloom-o-funoon kay hairat angaiz pahar toot rahay hain aur in paharoN kay tootnay say in k ander chupay howay kitnay guppies nikal nikal kar apnay daman aur kuch aur ko chupa rahay hain ![]()
waisay main khud bhi bara proud feel kar raha hoon kay main bhi kia kiaa hoon ![]()
**Aik bar phir SubhanAllah! inkisari o ajzi ki inteha tu daikhy ary bhei Wah!![]()
**
kali billi bhikoi yaad karnay ki cheez hay, main to reference day raha tha ![]()
main to kaala nahi, gora hoon
![]()
pata nai wo kiss par chali gaien :s
haan mosiii, apna to dil hi kuch aisa hay ![]()
wo dagha likthay rahay
ham dua parhtay rahay
aik nuktay nay hamain
Mujrim say Mehram bana dia ![]()
refer ke lea mere muskaaaaaaaan beh de sekte teh keh sekte teh mere coti siso ke muskan boht masom he :aq:
ap taswer meyn to kale teh halanke flash beh perta he jeb foto lete heyn pehr beh gore nehe ae eska metleb he real meyn to or beh kale
muge to un pe tars areha he ![]()
to bataa tha na pehlay… ok, … let me say: meri choti siso muskaan bohat moti hay… yahoo keh dia ![]()
hain konsi pic daikh li meri ? :s … smack… pata nai kiss ki pic daikhi you nay ![]()
mosa ap ka her kam hi ulta hota hai tu zahir hy anjam bhi ulat hi ho ga, chaliy ju howa achy ky liy hi howa![]()
Re: masoom muskan , goodnews , kali kalloti billi and …
**Han thax yad dehani ka ke darba bhi hy yahan:Dab main bhi chali phir milain ge:waves: **
Bas yehi soch kar ham nay Unn ki saheeli say mohabbat ka li ![]()
moti like pearl ![]()
before you go go, let me writ below some peice of sunharay alfaaz :rotfl:
[INDENT]Quote:
Originally Posted by Masoom Muskaan http://www.paklinks.com/gs/images/buttons/viewpost.gif
*bata do to toffee doon geh :ASA:
han bake koch khas nehe tah ( ap ki ky)
heyn ab to kafe moshkel urdu lekeh muge hansneke elawa koe beh semg nehe aea :ASA:*
**:kursi: ye ju “muge” likhti hu “gajer” ya Mug waly g ki awaz dyta hy mery liy:smack: Meri urdu bigar jaay gi tumhin perh perh ker:sadaf:
[/INDENT]^–something really classic :hehe:
aisi baton main bara dimagh chalta hay aur seedhi seedhi baatain samjh nee ateen ![]()
Re: masoom muskan , goodnews , kali kalloti billi and …
ab aaya pahaaar oonth kay neechay, folks just read careful these quotes ![]()
es meyn koch moshkel nehe tah moti urdu meyn kehte heyn pearl english meyn
![]()
main nay Urdu main kaha tha aur ussay Englsish main kuch aur kehtay ![]()