Question : Agar Mod Ko Thread ka Title theek karna nah aay tou ? ![]()
My Answer : Dosray MOD say kah kar theek kar wa daina chahiye ![]()
Q : Agar koi baat he nah manay tou bawajoud
? ![]()
Question : Agar Mod Ko Thread ka Title theek karna nah aay tou ? ![]()
My Answer : Dosray MOD say kah kar theek kar wa daina chahiye ![]()
Q : Agar koi baat he nah manay tou bawajoud
? ![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
sab ko karna ata hai acha
doosre mod ko kah ke karwa lain aisa b kia ![]()
aisa koi nai jo baat na maanay ![]()
aap ne kis mod ko kaha ke wo kis thread ka title change kare aur uss ne nai kia naam likhain
![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
u ko kaha tha ![]()
Aik Mod Nay Mujh Ghareeb Member key baat naah maan kar
Mujh ghareeb member key ghurbat ka urraya hay mazaq ![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
mujhe kab kaha aap ne ?
aur kis thread ka kaha tha aur kab kaha tha ![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
acha
mein saboot paish karta hoon abhi ![]()
Shukar tumhain thread close karna aata hay
![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
yah daikh lo :naraz:
http://www.paklinks.com/gs/gupshup-cafe/502370-cagfes-twins-2.html#post8278047
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
okay paish karain mujhe nai kaha sahi tarah ke mm iss thread ka title change kar do agar karna ata hai to ![]()
mujhe to lagta hai khud hi ho gea ![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
aap ne konsa sahi tarha kaha tha :hula:
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
popcorn chheen ke bhaging ![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
qulfi khaaying ![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
:nono: mi taang araeing
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
main ne b abhi khai hai ![]()
aap ki taang pe soondi bithaaing
![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
i don like yr PETsonde ![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
ye kya farmane ki koshish ki Sannaan bijoo ![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
Aiveen Chawal marri hay ![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
tou pehli threads main meenar-e-pakistan pe jhande garre hain??? ![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
keon wahan kissi aur ka jhanda lahra raha hay kia ![]()
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
chawal kha kha k mote ho jao gi
pehly ko LARKI dene ko TEAR nahi:e6:
Re: ~►~ Masoom Muskaan ~►~
han koi or lehra rha hai or ooper likha hai k Sannaan naam ka banda munh b dikha de to usay washa lena hai..pata hai na lahorion ka ![]()