hanie
1
*masjid Giraa ke aap jo mandir banaaye ghe
Khud aandhi na’e ludhyaa me aaye ghe
ham ne yazeedé waqt se baiyat nahie karri
har moor pe zamaané ko ham yaad aaye ghe
hamaare zakhmoun se tab shumaar karna haye
kareeb a ke bahaane se waar karna haye
hamaara naara fakad La ilaa ha illallaah
ab aake waar karre jis ko waar karna haye
siyaasi logoun se Khidmat ki baat mat karna
ke 5 saal inhe karobaar karna haye
neta’oun ko seedha kabhi chalte nahie dekha
fitrat ko sapoloun ke badalte nahie dekha
parhte haye mazze le ke fasa’doun ki wo Ghabre
Ghar apna jinhoun ne kabhi jalte nahie dekha*
Manzar Bhopali
ps: there might be some words different here and there.
Mehvar
2
wah wah…bahut ache ghazl hae:k:
Gadha
4
Aaj bhee ho gar Baraaheem kaa ImaaN paidaa
Aag kar saktii hay andaaz-e-GulistaaN paidaa:flower1:
kaash Musalmaan jaag jaaieN aur … nahiN tau aik kiyaa hazaar Babari MasjidaiN haiN…
hanie
5
thank you wiseguy and mehvar for liking it. :-)
Gadha bhai,
yeah, true it is. but kis had tak ham fakad shair likh kar apne aap ko tasalli de ghe? *sigh
ASA
8
masjid Giraa ke aap jo mandir banaaye ghe
Khud aandhi na’e ludhyaa me aaye ghe
nice :k:
Dilsay
10
Masha Allah Very nice .... thanks for sharing
hanie
11
thank you so much amarbail, ghazal kisie ki, as sweet as, prince ali and dilsay… 