Arre mashooq ka budhaapa lazzat dilaa rahaa hai
Angoor kaa mazaa ab kishmish main aa rahaa hai
Re: Mashooq ka budhaapa
ager best chabliyan marne ka award hota to to to
wo tumhe milta:D
Re: Mashooq ka budhaapa
Yeh chabliyan kya cheez hai ??
Re: Mashooq ka budhaapa
Jis tarah Guncha aik cheaz hay
us tarah chabliyan bhi aik cheaz hay:D
Re: Mashooq ka budhaapa
so-so