maseeha ho...!

[TABLE]

[TABLE] [TR] [TD] **maseeha ho...! tabhi jazbaat kii dharkan ko foran jaan letay ho kabhi alfaaz ki nabzon ko apni narm poron say choo kar bhool bhool jatay ho kay in lafzon kay seenay main akhir dil dharaktay hain suno! ye baat kartay hain ruko! awaaz detay hain ye jazbay saans letay hain to tum jab door jatay ho jab unko bhool jatay ho to dharkan rooth jaati hay to nabzain doob jati hain ye saansain toot jati hain maseeha ho to phir inko shifa kiun nahi detay...?**

[/TD]
[/TR]

Re: maseeha ho…!

maseeha ho to phir inko
shifa kiun nahi detay…?

Fees tou pour Do Bhai :barbie: