SJ
March 21, 2007, 6:35am
1
martee hoi zamee’n ko bachana para mujhay
badal ke tarha dasht pay jana para mujhay
woh ker nahi raha tha mere baat ka yakee 'n
phir youn hoa kay mer kay dekhana para mujhay
yadain thee dafn aise kay bad-as-farokth bhe
us ghar ke daykh bhaal ko jana para mujhay
**us bawafa ke yaad de’lata tha bar bar **
kal aainay pay hath uthana para mujhay
aisay bichar kay us nay to mar jana tha hasan
us ke nazar main khud ko gerana para mujhay
Re: Martee Hoi Zamee'n Ko............
wonderful pictureque poem,
thankyou for sharing.
here is one. i am taking the liberty to tag along.
num ankhoon ke ansoonon keye safer mey, rukawatoon ka mowr a jata hey akser, dost!
afsos, tumhareye lagao mey bheti in taize lheroon ko neecha dekhana para mujhey
Re: Martee Hoi Zamee’n Ko…
martee hoi zamee’n ko bachana para mujhay
badal ke tarha dasht pay jana para mujhay
woh ker nahi raha tha mere baat ka yakee 'n
phir youn hoa kay mer kay dekhana para mujhay
yadain thee dafn aise kay bad-as-farokth bhe
us ghar ke daykh bhaal ko jana para mujhay
**us bawafa ke yaad de’lata tha bar bar **
kal aainay pay hath uthana para mujhay
aisay bichar kay us nay to mar jana tha hasan
us ke nazar main khud ko gerana para mujhay
nICE shAring S jee ! :k: i just say
ro ke halke ho lete hain zara se teri yaad mein
zara si na-muraadon ki tabiyaat sudhar jaati hai
Re: Martee Hoi Zamee'n Ko............
Zabaradast ... keep sharing :~)
SJ
March 21, 2007, 4:00pm
5
Re: Martee Hoi Zamee'n Ko............
thanx friendz!
EEMAAN
March 21, 2007, 4:11pm
6
Re: Martee Hoi Zamee'n Ko............
Bohat khoob..
Re: Martee Hoi Zamee’n Ko…
V Nice :k:
SJ
March 23, 2007, 11:21am
8
Re: Martee Hoi Zamee'n Ko............
Bohat khoob..
thanks.......!
SJ
March 23, 2007, 11:23am
9
Re: Martee Hoi Zamee’n Ko…
Shab-e-Hijar:
V Nice :k:
thanks alot …