murnay ka tere gham mein irada bhee nahi hai
ye ISHQ mgr itna ziada bhee nahi hai
Kyoon dekhtay rehtay hein sitaroon ki tarf HUM
jub UN say mulaqat ka wada bhee nahi hai
Kyoon dekh kur US ki tarf paon hain uth-tay
WO SHAKS haseen itna ziada tu nahi hai
pathar ki tarah sakht hai kyoon ankh kissi ki
Amjad jo bichurnay ka irada bhee nahi hai
behna bahut hi umdah kavish hai
Azad
4
bhai humara to bicharrnay ka paka irada hay par seat hi nahi mil rahi
to hum kia karain
:(
Phoenix
5
Re: marnay ka tere gham mein..
:k:
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
bhai humara to bicharrnay ka paka irada hay par seat hi nahi mil rahi
to hum kia karain
:(
[/QUOTE]
aik tu ap ki batein sur k oper say guzr jatee hain :( thx anyway :)
Azad
7
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
aik tu ap ki batein sur k oper say guzr jatee hain :( thx anyway :)
[/QUOTE]
well iss main aap kay Qad ka qasoor ziyada hay ;)
Re: marnay ka tere gham mein..
Wah…bohat khoob :k: