***mari waja zindagi mari sochon ka mehwar hai to
tujh main basi hai mari dunia mary liay es qadar hai to
ankh bhar k dekha tha aik bar tera muskrata chahra
hosh na aya aaj tak sharab sa rakhta asar hai to
lakh chaha hai k teri yadon k bhanwar se ek pal niklon
door ho b jaon kabi odhar to kbhi edhar hai to***