Aj dil main jo dard hai
Vo jan tu lay ga he
Magar mari jaan
Tum ko koyee lay jaya
Ya kasay honay doon main
Hath jooray khara hoon
Darbara Ilahee main
Mari jaan janay say pahlay
Mari jaan ko sub khushiyan doo
Jo dard mari jan ko hai
Us dard ko marae rooh main proo doo
Kisi bachay ke masoom muskhurahat ke taraha
Mari jaan ko vo muskhurahat doo
by Dilsay