I know Nikammi..magar iska Talluq Urdu Adab se hai iss lyie maiN ne isko yahan kyia thaa kiounkeh image meiN iss tarah ki sanjeedaa cheezein ..i dont think keh issko wahaN post kyia ja sakta ho..wesse Dhoop sahiba aur Sehar sahibaa se poocHa ja sakta hai..kiouNkeh soch aap ki bhi apni jagah Theek hai Nikammjano sahiba aur meri bhi ..yeh "Adab"cheez hi aissi hai bechaari keh isska Adab-o-ehteraam bhi zaroori hai lekin acHa kyia keh aap ne iss nuqtaa ko uThaiyaa..iss se kam az kam hamein yeh maloom ho jaiga keh issko kahan post kyia jaana chahyie…bcs maiN ne to aabhi gHalib, Mir aur kaai pooraane shoraa ke apne Haath ki likhi hui Ghazliyaat(jo keh Nayaab hain) Post akrni haiN aur main yeh bhi nahIn chaahta keh wo Be-ZauqoN ki Bezauqi ka markaz baneiN ( i dont mean keh img mein har koi bezauq hai lolz) i cant express keh maiN keya soch raha hoon mere kehne ka matlab keh bezauq kehna to kher saraa-sar Zidati hai kissi bhi insaan keh saath kiounkeh kissi ko agar Shairi ya adab se ShagHaf nahin wo Bezauq to kher nahin ho sakta lekin …mere pass alfaaz nahin hain keh maiN apni feelings ki Tarjumaani kaisse karoo main samjha nahin pa raha..
aap ne gHalat nahin kaha Jano sahibaa kiouNkeh aap mashallah ba-adab aur pur.kHuloss insaan haiN
PS:- yeh waqeyaa pehli martaba roonumaa huwa hai iss lyiee Mods per cHorhte haiN faislaa..kiounkeh mere kHaiyaal mein yeh {b]“ADAB”** se related hai aur Poetery bhi …!!