Mareez e Ishq par la’anat Khuda ki
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
Maraz baRhta gaya jiyun jiyun dawa ki
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/dixsi.gif
huwe mar k ham jo Ruswa
huwe kiyuN na gharq e darya

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï
so greatful for this izzat afzaaii
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
warna yeh khaaksaar kis qaabil hai.
how ever just for your info. mareez e ishq ne abhi davaa hi nahee ki tou marz kyaa baRhe gaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
.
btw: do I know you?
(¯`~!‹‹®››…Hâm…IbŦ £dâ_ë_I§Ħq…mëiñ…Añjaam…HöĞeye…‹®›!~´¯)™ ©²°°²
“µ °²µ ²¬ ±µ
“ž ¨¶ §—¬¯ ¬µ ž¯µ –¯ŸµŒ ³µ
“ž ¨¶ µª¯ ¬µ ¨³µª¶ ¥¬ ³µ
Lolz:)
LOLz
I'm Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be
( Muhammad ALI )
MAREEZ E ISHQ :
Najany kiyun aap ne itni si baat ko dil par le liya. Baat izzat afzaee aur ruswaee tak jaa pahonchi.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
(hum to thehray Ruswa zamanay bahr k)
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
Mohtaram!!
Aik sher yaad aaya ( aapka nick dekh kar) mainay socha share kar liya jaye.
Maqsad aap ki dil aazari har giz nahee thha
Baqol chacha Ghalib
Ruu e sukhan kissi ki taraf ho to ruuu siyah
Aur haan aap mujhay jantay hain yaa nahee yeah to aap janain.
She’r kaisaa thaa?? pasand aaya ya nahee??
huwe mar k ham jo Ruswa
huwe kiyuN na gharq e darya
jinab e mirza ruswa sahib ka sher khaaksaar ko be_had pasand aaeya
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
naajaane mere kiss lafz ne aap jinaab ko is gumaa’n mein daal diyaa ke mujh naachiiz di_aazaari huwi, waran aisi koi baat nahee jinab.
asal aap se pehlay kabhi hamklaami nahee huwi aur na dekhaa is liye pooch bethaa.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
khush rahiye.
marz e ishq keliye agar aur koi dawaaa bhi zehan mein aaye tau zaroor tajviiz farmaaiye gaa.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
(¯`~!‹‹®››…Hâm…IbŦ £dâ_ë_I§Ħq…mëiñ…Añjaam…HöĞeye…‹®›!~´¯)™ ©²°°²
“µ °²µ ²¬ ±µ
“ž ¨¶ §—¬¯ ¬µ ž¯µ –¯ŸµŒ ³µ
“ž ¨¶ µª¯ ¬µ ¨³µª¶ ¥¬ ³µ
**
bohot khoob Ruswa ji ..
aap ke liay arz kia he ..
aaram aa hi jaiga, rafta rafta “ruswa”..
jese jese aap ko akal aati jaigi ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
**I am like an Open Book Except for the few pages of my past, My life is an empty book. It takes the shape of a mystery, To me it does at least. For I cannot tell what happens next, Too many cliffhangers and too much suspense. But its clues all lead eventually to the same place, Unfortunately it does not say where. It only says get the next book, For in this one you’ ve ran out of room.
[This message has been edited by Azam#1 (edited May 22, 2002).]
ha ha ha keya lanata de hai mirza saab ne Mareez e Ishq par la’anat Khuda ki
Bhaee Azam#1
Kis kambakht ko Dawa ki talab hai.
Aur woh bhi maraz e ishq k liye,
hamen to yeah maraz hi azeez hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Hum to janaab Allama se mttafiq hain
Allama farmatay hain:
**
Pukhta hoti hai agar maslehat angez ho aqal
ISHQ HAI MASLEHAT ANGEZ TO AHI KHAAM ABHI
huwe mar k ham jo Ruswa
huwe kiyuN na gharq e darya
Originally posted by MAREEZ_E_ISHQ:
**Originally posted by Mirza Ruswa:
**MAREEZ E ISHQ :Najany kiyun aap ne itni si baat ko dil par le liya. Baat izzat afzaee aur ruswaee tak jaa pahonchi.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
(hum to thehray Ruswa zamanay bahr k)
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
Mohtaram!!
Aik sher yaad aaya ( aapka nick dekh kar) mainay socha share kar liya jaye.
Maqsad aap ki dil aazari har giz nahee thhaBaqol chacha Ghalib
Ruu e sukhan kissi ki taraf ho to ruuu siyahAur haan aap mujhay jantay hain yaa nahee yeah to aap janain.
She’r kaisaa thaa?? pasand aaya ya nahee??
**
jinab e mirza ruswa sahib ka sher khaaksaar ko be_had pasand aaeya
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
naajaane mere kiss lafz ne aap jinaab ko is gumaa’n mein daal diyaa ke mujh naachiiz di_aazaari huwi, waran aisi koi baat nahee jinab.
asal aap se pehlay kabhi hamklaami nahee huwi aur na dekhaa is liye pooch bethaa.http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
khush rahiye.
marz e ishq keliye agar aur koi dawaaa bhi zehan mein aaye tau zaroor tajviiz farmaaiye gaa.http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
**
Mohtaram Mareez e Ishq
Nawazish, Inayat, karam, mehrbaani, shukriya
Aap k iss be inteha khuloos aur murawwat ka
Bhaee Yeah she’r mareez e ishq ki azmat aur uss ki inteha darjay ki dedication toward the ishq k liye kaha gaya hai.
“Laanat khuda ki” ka phrase muhawaratan istemal kiya gaya hai,
This is not to curse the Mareez ishq.
Iss liye yeah tareefi she’r hai mareez e ishq ki shaan main.
Aur janab aap kiyun iss marz ki dawa talab kar rahay hain. Hum to iss baat k talab gaar hi rahay k hamen bhi kabhi Mareez e ishq hotay.
Dawa ki talab hi kiyun ):
baqol meer
Meer bemar huwe jiss k sabab
ussi attar k londay se dawa letay hain
huwe mar k ham jo Ruswa
huwe kiyuN na gharq e darya
[This message has been edited by Mirza Ruswa (edited May 22, 2002).]
[quote]
Originally posted by MAREEZ_E_ISHQ:
**
asal aap se pehlay kabhi hamklaami nahee huwi aur na dekhaa is liye pooch bethaa.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**
Janaab yeah meri badnaseebi rahi k aap ne mujhay na dekha aur na hi kabhi mujhay sharaf e ham-kalami bakhsha
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
sab ki saqi pe nazar ho yeah zaroori hai magar
SAB PE SAAQI KI NAZAR HO YEAH ZARORI TO NAHEE
waisay main zara kam hi aata hoon lekin :
KAM HI JATA HAI KISSI BAZM MAIN DEEWANA MAGAR
JAB BHI JAATA HAI BA ANDAAZ E DIGAR JATA HAI.
huwe mar k ham jo Ruswa
huwe kiyuN na gharq e darya