Sannan
April 19, 2011, 7:26am
1
Sannan
April 19, 2011, 7:31am
3
Re: ► Mardana Quiz ◄
Bibi likha bhi tha yah mardna (male) quiz hay phir aa kar mahool kharab mat karain please
Re: ► Mardana Quiz ◄
^hahahhahahahhahahahhahahahaha
oooopsss i am sorry my mishtake
IS
April 19, 2011, 7:38am
6
Re: ► Mardana Quiz ◄
^hahahhahahahhahahahhahahahaha
oooopsss i am sorry my mishtake
ab aap a hi gai hain tu apna jawab hi daiti jain :@:
Sannan
April 19, 2011, 7:47am
7
Re: ► Mardana Quiz ◄
3
Woh thori aap say poochain gi kah tum nay mara hay kah naheen
Excuse is accepted.
Sannan
April 19, 2011, 8:24am
8
Re: ► Mardana Quiz ◄
Lagta hay siwai IS kay koi mard mardan khanay main naheen aana chahta
Zanan Khanay walla thread open karoon kia apni dosri multi say
Re: ► Mardana Quiz ◄
main hun na,paen khalil mashallah bohat zarkhez dimagh paya hai
Sannan
April 19, 2011, 8:32am
10
Re: ► Mardana Quiz ◄
Khalil Kishmish
taareef baghair chand lagay bhi key ja sakti hay
Re: ► Mardana Quiz ◄
iss harkat pe baghair wala koi chakar nahi,wo to aik chand hai..mera dil to hath torrne ka kar rha hai
Sannan
April 19, 2011, 8:38am
12
Re: ► Mardana Quiz ◄
Jaldi toroo apnay hath kuch din to sukh rahay ga
waisay mein kal say ittnay zaheen o fateen thread open kar raha hoon leekan gharoor bilkul bhi naheen kar raha hoon
Re: ► Mardana Quiz ◄
kisay sukh rhe ga???ap ko???ye apni sweat heart wali hasratain mujh pe na nikalain
mene pehle b kaha k aisi baton pe gharur karne se gubay parrte hain to phir bismillah karain,barre din ho gay ronaq nai dekhi
Re: ► Mardana Quiz ◄
1 :@:
itna ganda nhe hon mein :@:
Re: ► Mardana Quiz ◄
can we keep these Mardana threads in good taste?
Sannan
April 19, 2011, 8:49am
16
Re: ► Mardana Quiz ◄
1
itna ganda nhe hon mein
yaani paad marna zoroor hay
aur agar wapasi par woh maar day to
AirFreshner
Sannan
April 19, 2011, 8:50am
17
Re: ► Mardana Quiz ◄
uncle aap ko chakhnay ka kis nay kaha tha
Re: ► Mardana Quiz ◄
don’t make me logout and login again sannan.
Re: ► Mardana Quiz ◄
haan na kiya kre natural hai yaar
Sannan
April 19, 2011, 8:57am
20
Re: ► Mardana Quiz ◄
Dhamki mein daar gia
Chulbul panday mairay hath mein bat daikaha hay agar ghussa aaya to mein iss ko …apnay ser par toor loon ga