mard ki fitrat..

Re: mard ki fitrat..

keeray charhain to jhaarnay partay hain.. ghoRhyaaN bhaagain to peechay bhagna parta hay.. billi dikhay to puch-kaarna parta hay, emm aaye to istaqbaal karna parta hay, khumar aaye to bhagaana parta hay, (ke khumar aayi hay), police bulaaye to jana parta hay, collections waalay call karain to uthana parta hay…

to zahir hay. … jab bulaawa aaye
… to jana parta hay..

subah ho ke shaam.. kiya keeya ja sakta hay