abb kiya kaha jaaye.. abhi ek dilli yaar nay poocha ke kiya chaiyay.. and i couldnt help but write:
ham to hamesha say kehtay aayen hain, stop trying to change the world and.. love, live and die.. hamaari koee sunta hee nahi hay.. pait bharnay aur dharti pe bojh ke maafiq lurakhnay ke ilaawa aur koee kaam hee nahi hay..

Jnab jisy moqa mily kar guzrta hy bas allah ka fazal MARD pr ziad ahy ky osy hath pkrny ky ziada moqy mil jaty hain:D
cute cute bachon ko shower subah subah dena mushkil hota hay, lekin bathroom hee kamm hotay hain, is liyay acha rehta hay ke subah subah hee farigh kar diya jaaye..
and .. Q ji? subah subah main kiya harjj hay .. subah subah main to aapka ye avatar last-few-frames ki tarah rehta hay ..
ab .. ek do ghantay to lagain gay na cheezon ko routine+normal honay main ..
do minute main banda thak ke uKrooN to nahi baith jayega..