mard ki fitrat..

Re: mard ki fitrat..

cute cute bachon ko shower subah subah dena mushkil hota hay, lekin bathroom hee kamm hotay hain, is liyay acha rehta hay ke subah subah hee farigh kar diya jaaye..

and .. :dixsi: Q ji? subah subah main kiya harjj hay .. subah subah main to aapka ye avatar last-few-frames ki tarah rehta hay ..

ab .. ek do ghantay to lagain gay na cheezon ko routine+normal honay main ..

do minute main banda thak ke uKrooN to nahi baith jayega..