Maray shahar ke hawa
Maray baad us ka khiyal rakhna
Maray shahar ka rastoo
Maray baad us say sawal na karma
Maray shahar ke faza
Maray baad usay mahsoos karma
Ay chad maray baad
Maray hisay ke rooshni behi usay deena
Ay sooraj maray baad
Maray hisay ke sardee kee dhoop usay deena
Ay ghata maray baad
Maray hisay ke boondain behi usay deena
Maray mahboob
Apna khiyal rakhna