mar ke bhi main teri ankhoon se na ojhal hongi!

very nice
:k:

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

thanks azad ur so sweet !!
[/QUOTE]

Array nahi lamhay jee hum itnay bhi nahi hain ... hosaktay hay aap nay karyla khaya ho our woh bhi neem charra ;)

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

yeah :)
[/QUOTE]

goya ba-qalam e khud ............ Wah ... ab to acha honay main shaq ki gunjaysh bhi nahi rahi

*tum ne maaraa hai mujhe mera sahaara ban ke
zehar tum dete rahe mujh ko maseehaa ban ke *

waqai sahaara daine waale hii khanjar bhii utaar daite hain!!

rah ravaan shauq ke paa lete hain manzil aakhir
mushkilen laakh milen raah mein kaanta ban ke

well..shaayad...lekin himmat bhi to haara hii daite hain naa log..! ab agar itne mazboot hum naa houn..phir!

apne kaashaane mein :Lamhay: ne Khudaa Dhoondh liyaa
tum use paa na sake saakin-e-kaabaa ban ke !

buhat hi achhe..hasil-e-ghazal hai ye sher to..very nice..keep it up!