mar jaon ga

Re: mar jaon ga

koe marta warta nahi :hoonh:
sub dialogues hotay hain

Re: mar jaon ga

isi leay to kaha hai k pagal kar do

Re: mar jaon ga

jaise ye gana:

Re: mar jaon ga

is mauzoo’ par ik fil badeeh she’r ho gayaa, mulaaHizah farmaaiye:**

kahne kii yeh sab baateN haiN, kuchh bhii na huaa hotaa
jab door chale jaaoge tum, ham dil bhii kahiiN aur lagaa leNge!** :cb:

Re: mar jaon ga

dhamki

Re: mar jaon ga

Nice Work…KKF

Re: mar jaon ga

pagal metry nhi kia :konfused: