Re: Mar gaye Sindhi! Zinda hai Bhutto!
Aap kay alfaaz bata rahay hain aap key mentality kay baray main ![]()
Maujhay Batao Sachay
(sorry main aap kay andaz main bat kar raha hoon) Kah 4 baar wafaq aur 5 baar Sobay main PPP key Govt honay kay bawajood Saindhi Wadairay Mazloom keon ? Sindheon kay hallat achay keon naheen ho rahay hain ? Jawab Do warnah … main nay kuch naheen kahna ![]()
https://fbcdn-sphotos-e-a.akamaihd.net/hphotos-ak-frc1/t1/10003498_691495240894389_383559841_n.jpg