Mar gaye Sindhi! Zinda hai Bhutto!

Re: Mar gaye Sindhi! Zinda hai Bhutto!

Apun Naiki kar kay darya main dalanay ka qayaal hay Bacha Jamoor :cobra:

please mujhay batain kah kissi wadairay kay ganday tareen aur ghatiya dimagh main yah khiyaal keon naheen aa raha hay jo Malak Raiza nay kia ?
Kissi bayhiss bay ghairat Wadairay kay zahan main keon naheen aata kah inn ghareeb sindheon key madad karian jinn par woh sadeon say hakoomat kartay aain hain ?

aap please buk buk mat karya ga aur mairay sawaloon kay jawab daina :sannan:

http://www.express.com.pk/images/NP_LHE/20140311/Sub_Images/1102121762-1.gif