Re: Where are Bhuttos? Wali Waris of Sindh!
Jamhoriyat main** Ikhtalaf e Rai mumkin **hia… appp ki BB shaheed khud jamhori bataon par zor dety dety mar gain… kuch unka hi khayal karl… iss main int tinakny ni zarorat nahi hai.. kalay hojao gay khon jala jala kay…
App ka prablam yeh hia.. kay app ko PPP ki koi ghalti nazar nahi aati… aur ager aati bhi hai to app uska kbhi bhi man kar nahi deain gain… PPP koi asmani siysi jamat nahi hia jo kay ghaltion say paak ho…
cheap hona apna apna… you can not decide the cheapness of other people… ![]()